Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.33 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Dharati Hai Pyari Pyari, Ambar Hai Pyara Pyara - धरती है प्यारी प्यारी, अम्बर है प्यारा प्यारा
dharati hai pyaaree pyaaree, ambar hai pyara pyara
par sab se pyaara hai pyaar hamaara
maange naa mehn chaupare, maangi naa chand sitaare
kafi hai jeene ko bas pyaar hamaara
pyaar hai sajda, pyaar hai puja, pyaar hai sajan
pyaar hai karuna, pyaar tapasya, pyaar hai arpan
pyaar hai vaada, pyaar vachan hai, pyaar hai bandhan

kaanha kee bansee gaaye, radha kee paayal baaje
jhume re pyaar me jhume vrindavan saara

sundar ek bhavana hai, mann kee aaradhana hai
paawan hai pyaar jaise ganga kee dhaara
bin tulsee ke aangan kaisa, bin phulo ke gulshan kaisa
bin barkha ke sawan kaisa, bin khushbu ke chandan kaisa
bina pyar ke dil suna suna, bina pyar ke jeevan kaisa

ho, ho, ho ho ho ho
pyar meet hai pyaar geet hai, pyar taal hai pyaar hai sargam
pyar kasak hai pyar mahek hai, pyar phul hai pyar hai shabnam
pyar sukun hai pyar junun hai, pyar tadap hai pyar nasha hai
pyar haya hai pyar dua hai, pyar bandagee pyar khuda hai
pyar jindagee hai, o ho ho pyaar jindagi hai
lyrics of song Dharati Hai Pyari Pyari, Ambar Hai Pyara Pyara
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Pyaar Zindagi Hai (2001)
Rajesh Khanna, Vikas Kalantri, Ashima Bhalla, Mohnish BehlSonu Nigam, Jaspinder Narula, Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu, Bali BrahmbhattBali BrahmbhattVijay SadanahK C BokadiaPyaar Zindagi Hai at IMDB      Pyaar Zindagi Hai at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type