Video of this song from youtube
Dharti Hai Hamaari Jaan, Jaan Laga Kar Boye Dhaan - धरती है हमारी जान, जान लगा कर बोये धान
SingerMohammed Rafi
Music byKalyanji Anandji
LyricistIndeevar
Actor
CategoryMasti Bhare Geet
MovieAnokha (1975)
Lyrics of Dharti Hai Hamaari Jaan, Jaan Laga Kar Boye Dhaan - धरती है हमारी जान, जान लगा कर बोये धान
dharti hai hamari jaan jaan laga kar boye dhan
dharti hai hamari jaan jaan laga kar boye dhan
tumko logo ne
tumko logo ne ab tak kaha hai kishan
tumko logo ne ab tak kaha hai kishan
par mai kahta hu tumko
par mai kahta hu tumko is dharti ka bhagwan
is dharti ka bhagwan
dharti hai hamari jan jan laga kar boye dhan
dharti hai hamari jan jan laga kar boye dhan
tum dunia ke ho ann data
ho bharat ke bhagya vidhata
ho bharat ke bhagya vidhata
ek hi gaon se to nahi hai
sare desh se tumhara hai nata
sare desh se hamara hai nata
tum itni fasal badhao or itna anaj ugao
bukha koi na soye are bukha koi na soye
apne desh ka insan desh ka insan

Comments on song "Dharti Hai Hamaari Jaan, Jaan Laga Kar Boye Dhaan"
apoorva bhatt on Friday, July 30, 2010
A cut No. song ! Thx
A cut No. song ! Thx
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

thnx swami ji, rare,never heard b4. 5 stars