Video of this song from youtube
Dhin Tara Bole Man Ka Ik Tara - धिन तारा बोले मन का एक तारा
Lyrics of Dhin Tara Bole Man Ka Ik Tara - धिन तारा बोले मन का एक तारा
dhin tara dhin tara, bole man ka ek tara
dhin tara dhin tara, bole man ka ek tara
saath kabhi na chhute apana
saath kabhi na chhute apana
jivan hai bahati dhara
dhin tara dhin tara, bole man ka ek tara
dhin tara dhin tara, bole man ka ek tara

khel samay ka hai dukha sukha jivan ka
khel samay ka hai dukha sukha jivan ka
pyaar ujaala hai man ke aangan ka
jivan hans kar kaat le apana
ho jivan hans kar kaat le apana
sukh dukh milkar baant le apana
jis gahr me hai pyaar ka dera
ho jis ghar me hai pyaar ka dera
wo ghar hai sabse pyaara
dhin tara dhin tara, bole man ka ek tara
dhin tara dhin tara, bole man ka ek tara

ek din sach hoga dekha hai jo sapana
ek din sach hoga dekha hai jo sapana
maa ke aanchal sa ghar hoga apana
ham tum jisame rahenge aise
ho ham tum jisame rahenge aise
raam lakhan ki jodi jaise
raam kare wo din na aaye
raam kare wo din na aaye
kam ho jis din pyaar hamaara
dhin tara dhin tara, bole man ka ek tara
saath kabhi na chhute apana
jivan hai bahati dhaara
dhin tara dhin tara, bole man ka ek tara
dhin tara dhin tara, bole man ka ek tara
lyrics of song Dhin Tara Bole Man Ka Ik Tara
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films