Video of this song from youtube
Advertisement
Dhua Utha Tha Diwane Ke Jalte Ghar Se - धुँआ उठा था दीवाने के
Singer Music by Lyricist Actor CategoryGhazals Movie
Lyrics of Dhua Utha Tha Diwane Ke Jalte Ghar Se - धुँआ उठा था दीवाने के
dhuaa utha tha deewane ke
jalte ghar se saari raat
dhuaa utha tha deewane ke
jalte ghar se saari raat
lekin wo khamosh rahe
lekin wo khamosh rahe
duniya ke dar se saari raat

raat yu jalte dil par teri
raat yu jalte dil par teri
yaado ki barsaat huyi
jaise ik pyaase ki chitha par
barkha barse saari raat
lekin wo khamosh rahe
duniya ke dar se saari raat

saari raat to sapne dekhe
saari raat to sapne dekhe
subah ko ye mehsoos hua
humne apna sar takraaya
ik patthar se saari raat
lekin wo khamosh rahe
duniya ke dar se saari raat
lyrics of song Dhua Utha Tha Diwane Ke Jalte Ghar Se
Comments on song "Dhua Utha Tha Diwane Ke Jalte Ghar Se"
jasbongy on Monday, March 01, 2010
Awesome,brilliant, excellent, beautiful. God bless Chitra ji. Thanks Ajay
ji. 10**********Regards. Didi.
Nirjaany Nirjaa on Tuesday, July 17, 2012
Absolutely an amazing gazhal
raman p on Saturday, April 20, 2013
Love this ghazal. Thanks
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement