Lyrics of Dil Chiz Kya Hai, Aap Meri Jaan Lijiye - दिल चीज़ क्या है, आप मेरी जान लीजिये
dil chiz kya hai, aap meri jaan lijiye
bas ek baar mera kaha, maan lijiye
bas ek baar mera kaha, maan lijiye
dil chiz kya hai, aap meri jaan lijiye
is ajuman me aapako, is ajuman me aapako
is ajuman me aapako, is ajuman me aapako
aanaa hai baar baar, aanaa hai baar baar
divaar-o-dar ko gaur se
divaar-o-dar ko gaur se pahchan lijiye
divaar-o-dar ko gaur se pahchan lijiye
dil chiz kya hai, aap meri jaan lijiye
mana ke dosto ko nahi, mana ke dosto ko nahi
mana ke dosto ko nahi, mana ke dosto ko nahi
dosti ka pass dosti ka pass
lekin ye kya ke gair ka ahsaan lijiye
lekin ye kya ke gair ka ahsaan lijiye
dil chiz kya hai, aap meri jaan lijiye
kahiye to, kahiye to aasmaan ko zamin par utaar laye
kahiye to aasmaan ko zamin par utaar laye
mushkil nahi hai kuchh bhi
mushkil nahi hai kuchh bhi agar than lijiye
mushkil nahi hai kuchh bhi agar than lijiye
dil chiz kya hai, aap meri jaan lijiye
bas ek baar bas ek baar, mera kaha, maan lijiye
maan lijiye, maan lijiye, maan lijiye
So that is how poetry is taught. This is Urdu, ghazals, or poems are
unique. Not every one can just hammer few words & call themselves a poet.
Old man is saying the concept has to be delicate & words have to convey the
thoughts. Not really easy, if you really want a critical balance. 1000's
aspire only few make it to the top. Urdu is a ruthless language, it is very
discriminating.