mile the dil ulfat ke geet gaa na sake
hasi labo pe rahi aur muskura na sake
dil de bhi diya dil le bhi liya
dil de bhi diya dil le bhi liya
ulfat ka sila hum paa bhi gaye
dil de bhi diya dil le bhi liya
kaliyo ki tarah kuch der khile
kaliyo ki tarah kuch der khile
phulo ki tarah murjha bhi gaye
murjha bhi gaye dil de bhi diya dil le bhi liya
ro ro ke kahi par ji lenge
ro ro ke kahi par ji lenge
ashko ka jahar bhi pee lenge
ashko ka jahar bhi pee lenge
chupke se tassli le lenge
tum yaad jo dil ko aa bhi gaye
haye aa bhi gaye dil de bhi diya dil le bhi liya
chandi ki chamakti rato me
chandi ki chamakti rato me
kya khub tamasha tumne kiya
kya khub tamasha tumne kiya
ek aas ka deep bhuja bhi diya
ek gam ka deep jala bhi gaye
ho jala bhi gaye dil de bhi diya dil le bhi liya
dil de bhi diya dil le bhi liya
ulfat ka sila hum paa hi gaye
dil de bhi diya dil le bhi liya
'' Kaliyon Ki Tarha Kuch Der Khile Phoolon Ki Tarha Murza Bhi Gaye. Dil De
Bhi Diya, Dil Le Bhi Diya. Ek Ash Ka Deep Buja Bhi Diya, Ek Gham Ka Deep
Jala Bhi Gaye.Dil..'' Very soulful lyrics. Lata Ji sings with all required
emotions & as usual gives brilliant performance. Thanks Rehma Ji. Thumbs
Up. W.R. Didi.