Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Dil Dhadkne Ka Sabab Yaad Aaya - दिल धड़कने का सबब याद आया
dil dhadkane ka sabab yaad aaya
dil dhadkane ka sabab yaad aaya
wo teri yaad thi wo teri yaad thi
ab yaad aaya
dil dhadkane ka sabab yaad aaya

aaj muskil tha sambhalna ae dost
aaj muskil tha sambhalna ae dost
tu musibat mein ajab yaad aaya
tu musibat mein ajab yaad aaya
haale dil hum bhi sunaate lekin
haale dil hum bhi sunaate lekin
jab wo rukhsat huye tab yaad aaya
jab wo rukhsat huye tab yaad aaya

din gujaara tha badi muskil se
din gujaara tha badi muskil se
phir tera yaad aaye sab yaad aaya
phir teri yaad aaye sab yaad aaya
baith kar say aaye bul mein nasir
baith kar say aaye bul mein nasir
hum bahut roye wo jab yaad aaya
hum bahut roye wo jab yaad aaya
wo teri yaad thi wo teri yaad thi
ab yaad aaya
dil dhadkane ka sabab yaad aaya
lyrics of song Dil Dhadkne Ka Sabab Yaad Aaya
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Diva - Asha In A Different Mood - Vol 1 (1960)
Asha BhosleJigar Moradabadi, Mirza Ghalib, Gulzar, Nasir Kazmi, Razi Tirmazi, Saghar Siddiqui, Saleem Gilani, Faani Badayuni, Faiz Ahmed FaizJaidev, R D Burman, Ghulam Ali, Nazar Hussain
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type