Video of this song from youtube
Lyrics of Dil Gaya Dard Raha Sine Me - दिल गया दर्द रहा सीने में
unche mahal me rahne wale
kabhi idhar bhi dekh le
dil gaya
dil gaya dard raha sine me
dil gaya
tum nahi kuch bhi nahi jine me
dil gaya

aankho me tum aaye jab se
kuch aur nahi sujha tab se
aankho me tum aaye jab se
kuch aur nahi sujha tab se
tarsa ke hume barsat gayi
har rat gayi tadpake
har rat gayi tadpake
dil gaya
dil gaya dard raha sine me
dil gaya
tum nahi kuch bhi nahi jine me
dil gaya

tum raat ke taro se puchho
bechain baharo se puchho
tum raat ke taro se puchho
bechain baharo se puchho
mai kiske liye jagi sajna
ye nain ke dip jala ke
ye nain ke dip jala ke
dil gaya
dil gaya dard raha sine me
dil gaya
tum nahi kuch bhi nahi jine me
dil gaya
dil gaya dard raha sine me
dil gaya
lyrics of song Dil Gaya Dard Raha Sine Me
Comments on song "Dil Gaya Dard Raha Sine Me"
Jagjit Singh Ishar on Monday, August 25, 2014
The SJ classic in the unique usual style of SJ masters. All the songs were
superb & melodious.
dramjadparvez on Thursday, June 02, 2011
Those were the days of outstanding melodies and Shankar jaikishen produced
many like this one.
kuckudk on Friday, June 03, 2011
What a rare song , listening to it for the first time. Really nostalgic.
Devendra Bairathi on Wednesday, June 11, 2014
Melodious composition by Shankar Jaikishan.
Chandrakant Pusdekar on Monday, February 10, 2014
One of the RAREST & BEST EVER !
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Patrani (1956)
Pradeep Kumar, Shashikala, Vyjayanthimala, Durga Khote, Om PrakashLata Mangeshkar, Usha Mangeshkar, Meena MangeshkarShailendra, Hasrat JaipuriShankarsingh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai PankalVijay BhattPrakashPatrani at IMDB      Patrani at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type