Video of this song from youtube
Lyrics of Dil Gaya Dil Ka Aetbar Gaya Zindgi Bhar Ka Rajdar Gaya - दिल गया दिल का ऐतबार गया जिंदगी भर का राजदार गया
dil gaya dil ka atbar gaya dil gaya dil ka atbar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya
dil gaya dil ka atbar gaya ho iski aabru hai tere hath
iski aabru hai tere hath dekh le mehfil me khul na jaye ghat
dekh apna koi akhtiyar gaya dil gaya dil ka atbar gaya

zindagi bhar ka rajdar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya thamja phul ke na khilne me
thamja phul ke na khilne me look tha aapke na milne me
aaj se lut ke intzar gaya dil gaya dil ka aetbar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya humko aadat nahi machalne ki
humko aadat nahi machalne ki

koi surat nahi bahlne ki koi surat nahi bahlne ki
bewafa kar ke dil karar gaya dil gaya dil ka aetbar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya ab na kasti na ab kinara hai
ab na kasti na ab kinara hai ab khuda ka hi ek sahara hai
na khuda bich me taar gaya hai dil gaya dil ka aetbar gaya
dil gaya dil ka aetbar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya
zindagi bhar ka rajdar gaya dil gaya dil ka aetbar gaya
lyrics of song Dil Gaya Dil Ka Aetbar Gaya Zindgi Bhar Ka Rajdar Gaya
Comments on song "Dil Gaya Dil Ka Aetbar Gaya Zindgi Bhar Ka Rajdar Gaya"
ahsanqasimindia on Friday, January 06, 2012
Ye song mujhe itna pasand hai ki 1987 se 1991 tak koi aisi raat nahi gujri ki maine ye song na suna ho . humare sare mohalle ko malom tha ki ki ab ye song [ DIL GAYA DIL DIL KA AITBAR GAYA ] baja hai Ahsan ki shop band hone wali hai ..aapke is upload ne mujhe mere purane din yaad dila diye ..thx. for upload..
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Qawwali Ki Raat (1964)
Kamaljeet, Kum Kum, Mumtaz, Deven Verma, Jagdeep, Aruna Irani, MuradAsha Bhosle, Manna Dey, Mohammed Rafi, S Balbir, Mubarak Begum, Suman KalyanpurShewan RizviIqbal QureshiDurgesh Kumar, SantoshQawwali Ki Raat at IMDB      Qawwali Ki Raat at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type