Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Dil Hai Zaalim Nigaho Ka Mara
3.00 - 2 votes
Dara Singh RandhawaMasti Bhare Geet
Video of this song from youtube
Lyrics of Dil Hai Zaalim Nigaho Ka Mara - दिल है ज़ालिम निगाहों का मारा
dil hai zalim nigaho ka mara
dil hai zalim nigaho ka mara
bechara jiya jiya diya na diya
kya bharosha hai bolo tumhara
kya bharosha hai bolo tumhara
bechara jiya jiya diya na diya

tumse mohabbat hum karte hai
dil ki tamnna dil karta hai tumse mohabbat hum karte hai
dil ki tamnna dil karta hai dur bade na muskil hai
ab pas aake hi ji bharta hai jane dunia me milna hamara
jane dunia me milna hamara kya bharosha hai bolo tumhara
bechara jiya jiya diya na diya

aaj to hamko tum ji bharke apna najara kar lene do
aaj to hamko tum ji bharke apna najara kar lene do
pal do pal hi armano se dil ka daman bhar lene do
kya khabar nam tune hamara kya khabar nam tune hamara
dobara liya liya liya liya na liya dil hai zalim nigaho ka mara
bechara jiya jiya diya na diya

tum ho suraj hum hai shabnam
tum sab kuch ho kuch bhi nahi hai hum
tum ho suraj hai hai shabnam
tum sab kuch ho kuch bhi nahi hai hum
aaj tumhare samne aake jitni khushi hai utna hi gum
ye khud jane hamne tumhara ye khud jane hamne tumhara
najar kiya kiya kiya na kiya dil hai zalim nigaho ka mara
bechara jiya jiya diya na diya kya bharosha hai bolo tumhara
bechara jiya jiya diya na diya
lyrics of song Dil Hai Zaalim Nigaho Ka Mara
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Awara Abdulla (1963)
Dara Singh, Parveen Choudhary, Helen, Chandrashekhar BhagwanAsha Bhosle, Geeta Dutt, Mohammed RafiAssad BhopaliDatta NaikTara HarishAwara Abdulla at IMDB      Awara Abdulla at YouTube     |    Awara Abdulla at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type