Video of "Dil Kee Bate Dil Hee Jane" from YouTube
Dil Kee Bate Dil Hee Jane Video Thumbnail
Advertisement
Dil Kee Bate Dil Hee Jane - दिल की बातें दिल ही जाने
Lyrics of Dil Kee Bate Dil Hee Jane - दिल की बातें दिल ही जाने
dil ke bate dil hi jane aankhe chhede sau afsane
najuk najuk pyare pyare vade hai irade hai
aa aa mil ke daman daman se bandh le
aa aa mil ke daman daman se bandh le
dil ke bate dil hi jane aankhe chhede sau afsane
najuk najuk pyare pyare vade hai irade hai
aa aa mil ke daman daman se bandh le
aa aa mil ke daman daman se bandh le

too hans padi ya phulajhadi chhuti kahi dhadakan badhi
ek shola sa lahara gaya
ha ha yeh nur hoga teri aankho me pyar ka
ya nagama gunja hoga bahar ka
dil ki bate dil hi jane aankhe chhede sau afsane
najuk najuk pyare pyare vade hai irade hai
aa aa mil ke daman daman se bandh le
aa aa mil ke daman daman se bandh le
dil ke bate dil hi jane

tu jo kahe mai woh kahu saya banu sang sang rahu
tu aur mai ab ek hai
aa aa mai git banke tere hontho ko chum lu
aa sapana banake in aankho me jhum lu
dil ki bate dil hi jane aankhe chhede sau afsane
najuk najuk pyare pyare vade hai irade hai
aa aa mil ke daman daman se bandh le
aa aa mil ke daman daman se bandh le
lyrics of song Dil Kee Bate Dil Hee Jane
Poetic Translation - Lyrics of Dil Kee Bate Dil Hee Jane - दिल की बातें दिल ही जाने
The heart's whispers,
Only the heart knows.
Eyes ignite,
A hundred tales unclose.

Tender, delicate,
Beloved promises,
Intentions bloom.
Come, let us entwine,
Garment to garment bind.
The heart's whispers.

You laughed, a firework burst,
My pulse, it raced.
A flame then danced,
Across my soul.
Is this the light of love,
In your eyes, so bright?
Or a song, a melody,
Of spring's delight?
The heart's whispers.

What you say, I shall repeat,
A shadow at your feet.
You and I, now one.
Come, a song, I'll kiss
Your lips so fair.
Come, a dream, I'll dance,
Within your eyes,
And forever be there.
The heart's whispers.

Roop Tera Mastana (1972) - Movie Details
Film CastJeetendra, Mumtaz, Pran, Malika, I S Johar, Jankidas, Leela Mishra, Mirza Musharraf, V Gopal, Rajen Kapoor, Birbal, Madhumati SingerKishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mohammed Rafi LyricistAnand Bakshi, Assad Bhopali, Varma Malik Music ByLaxmikant Kudalkar, Pyarelal DirectorKhalid Akhtar ProducerBaldev Pushkarna, M M Malhotra External LinksRoop Tera Mastana at IMDB      Roop Tera Mastana at Wikipedia Movie at YTRoop Tera Mastana at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement