Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Dil Ki Badi Main - दिल की वादी में
dil ki wadi mein tum chale aao
meri dhadkan mein tum samaan jao
man ke aangan mein pyar barsaao
preet ka damen khushboo bikhraaye
zulf armaano ki dil pe lahraaye
diwanagi ka aisa aalam kaha
dil ki wadi mein tum chale aao
meri dhadkan mein tum samaan jao
man ke aangan mein pyar barsaao

jindagi mujhko tumse hasil hai
ek pal ke ho ke juda jeena mushkil hai
jindagi mujhko tumse hasil hai
ek pal ke ho ke juda jeena mushkil hai
betaab dil ki tum ho dhadkan jawan
dil ki wadi mein tum chale aao
meri dhadkan mein tum samaan jao
man ke aangan mein pyar barsaao

meri chahat ka ye hasin manjar
dekh lo tum bhi zara pyar me khokar
meri najar ban jao jane jaha
dil ki wadi mein tum chale aao
meri dhadkan mein tum samaan jao
man ke aangan mein pyar barsaao
dil ki wadi mein tum chale aao
meri dhadkan mein tum samaan jao
man ke aangan mein pyar barsaao
lyrics of song Dil Ki Badi Main
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Jane Tamanna (1994)
Abhijeet, Vijeta Shrivastava, Udit Narayan, Ranjana Joglekar, Lata Mangeshkar, Bali Brahmbhatt, Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu, Roop Kumar RathodMadan Pal, Shyam RajAadesh Shrivastava
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type