Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Dil Ko Lekar Tum Kinare Ho - दिल को लेकर तुम किनारे हो
dil ko lekar tum kinare ho gaye
is tarh ham beshare ho gaye
dil ko lekar tum kinare ho gaye
is tarh ham beshare ho gaye

pyar kya hai jis pyar mein kuchh gam nahi
tum nahi to ham nahi aur sdam nahi
pyar kya hai jis pyar mein kuch gam nahi
tum nahi to ham nahi aur dam nahi
aansu lakar tum kinare ho gaye
is tarh ham beshare ho gaye

main bana badal tu bijali ban aa
main bana badal tu bijali ban aa
khoya main sawan mein ek tu mahfil bana
khoya main sawan mein ek tu mahfil bana
shukar hai aansu hamare ho gaye
is tarh ham beshare ho gaye

maut ka har dhang mera mehman hai
jindagi kya hai wo ek shamsham hai
maut ka har dhang mera mehman hai
jindagi kya hai wo ek shamsham hai
wo to ro de ham dulare ho gaye
is tarh ham beshare ho gaye
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Dil Ko Lekar Tum Kinare Ho (1945)
Hemant KumarB C MadhurDurga Sen
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type