Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
2.00 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Dil Lagaate Hai Suna Hai Ke (Female)
dil lagaate hai suna hai ke pyaar karte hai
dil lagaate hai suna hai ke pyaar karte hai
log kaise kisi pe aitbaar karte hai
o dil lagaate hain suna hai ke pyaar karate hain
dil lagaate hain suna hai ke pyaar karate hain

jhute inake waade jhuti inaki kasame
tod dete hai hamesha yeh wafa ki rasme
jhute inake waade jhuti inaki kasame
tod dete hai hamesha yeh wafa ki rasme
yeh nibhaate nahi magar waade hajaar karate hain
yeh nibhaate nahi magar waade hajaar karate hain
log kaise kisi pe aitbaar karate hai
o dil lagaate hain suna hai ke pyaar karate hain

sang dil sanam se maine dil lagaaya
chot jab lagi jigar pe tab samajh mein aaya)
sang dil sanam se maine dil lagaaya
chot jab lagi jigar pe tab samajh mein aaya)

chupke parade se sanam kaise waar karate hain
chupke parade se sanam kaise waar karate hain
log kaise kisi pe aitbaar karate hai
o dil lagaate hain suna hai ke pyaar karate hain

dil lagaate hai ya sach hain ki pyaar karate hain
dil lagaate hai ya sach hain ki pyaar karate hain
unko chamat mile jo aitbaar karate o
dil lagaate hai ya sach hain ki pyaar karate hain
meri wefaai ko tu samaj na paaye
devta sukhi nhi hain maine bawafaai o
meri wefaai ko tu samaj na paaye
devta sukhi nhi hain maine bawafaai o

bewaffa hai vo sakk kisi pe na yaar karate hain
bewaffa hai vo sakk kisi pe na yaar karate hain
unko chahat main aitbaar karate hain o
dil lagaate hai ya sach hain ki pyaar karate hain



lyrics of song Dil Lagaate Hai Suna Hai Ke (Female)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Ghar Jamai (1992)
Mithun Chakraborty, Kader Khan, Prem Chopra, Varsha UsgaonkarSadhna Sargam, Udit Narayan, Mohammed Aziz, Suresh Wadkar, Manhar Udhas, Chandrani Mukherjee, Kavita KrishnamurthySameerAnand MilindArun BhattVishwanath PrasadGhar Jamai at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type