Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Dil Me Aeji Dil Me
4.33 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Dil Me Aeji Dil Me - दिल में एजी दिल में
dil me eji dil me koi rahta hai rahta hai
koun hai batlaao sapna hai ke apna hai eji dil
dil me eji dil me koi rahta hai rahta hai
koun hai batlaao sapna hai ke apna hai eji dil
dil me eji dil me vahi rahta hai rahta hai
jo koi apna hai aur jivan ka sapna hai eji dil

ye nain hamse hi magar hai kyu begane se
ye nain hamse hi magar hai kyu begane se
fasle badhte hai kyu aur karib aane se
kyu aur karib aane se
duri eji duri bas itni eji itni hai
fasla chaya ka apne tan se jitna hai eji dil

pyar me sharmai hansi ho mukh pe kafi hai
pyar me sharmai hansi ho mukh pe kafi hai
mil ke jhuk jaye to bas ek najar kafi hai
bas ek najar kafi hai
samjhe hum samjhe ye kahti ho kahti ho
tum khadi sharmao aur hamko muh takna hai eji dil

laaj to rakh logi adhuri si in bato ki
laaj to rakh logi adhuri si in bato ki
tod dogi janjir mulakato ki janjir mulakato ki
hay re meri mushkil tum kya jano kya jano
samne aana bhi ghunghat me bhi chupna hai eji dil
dil me eji dil me vahi rahta hai rahta hai
jo koi apna hai aur jivan ka sapna hai eji dil
lyrics of song Dil Me Aeji Dil Me
Comments on song "Dil Me Aeji Dil Me"
htgajjar on Wednesday, January 28, 2009
What suprise what Super Song of Mukeshji and Lata.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Meri Bhabhi (1968)
Sunil Dutt, Waheeda Rehman, Mehmood, Aruna Irani, Kamini Kaushal, Lalita Pawar, Kanhaiya Lal, Raj Mehra, MukriSuman Kalyanpur, Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar, MukeshMajrooh SultanpuriPyarelal, Laxmikant KudalkarKhalid AkhtarMeri Bhabhi at IMDB      Meri Bhabhi at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type