Video of this song from youtube
Advertisement
Dil Mein Lagi Hai - दिल में लगी है
SingerMohammed Aziz, Kavita Krishnamurthy
Music byR D Burman
LyricistMajrooh Sultanpuri
Actor
Category
MovieBe Lagaam (1988)
Lyrics of Dil Mein Lagi Hai - दिल में लगी है
hey dil mein lagi hai hey dil mein lagi hai
kaisi meri jaan tujhko bhi pata chale aaja bahon tale
hey dil mein lagi hai kaisi meri jaan tujhko bhi pata chale
aaja baahon tale
ho jara bekaraari meri tere dil mein bhi toh dhadke
jara mere tan ki jwala tere tann mein bhi bhadake
la la la aa ha ha ha la la la
ho jara bekarari meri tere dil mein bhi toh dhadake
jara mere tan ki jwaala tere tann mein bhi to bhadake
tab maja hai iss jalan ka tu bhi isi mein jale

aaja bahon tale
ho mila hai bada tarsaake yeh tere milan ka mausam
duwa kar kabhi na beete yeh khilte chaman ka mausam
mila hai bada tarsake yeh tere milan ka mausam

phir kahin hum aise khoye dhundein khabar na mile

ho kabhi na juda ho baahe aise jod le hum dono
gale mil ik ik pal ka ras nichhod le hum dono
la la la aa ha ha ha la la la
haye kabhi na juda ho bahe aise jod le hum dono

pyar aisa raat aisi haan phir mile na mile
la la la la la la

Comments on song "Dil Mein Lagi Hai"
adverd on Monday, January 24, 2011
worst directed video.! completelly wested pancham song..!

Basavaraj C M on Friday, September 16, 2011
genius RD Burman
genius RD Burman
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement

waqai! theek kahtey hain aap! na to song suna ja raha aur na hi dekha ja
raha!