Video of this song from youtube
Advertisement
Dil Mera Karta Hai - दिल मेरा करता है तुझको कभी मैं सजाऊं
thumb coming soon
Dil Mera Karta Hai
3.00 - 1 votes
SingerJaved Ali Music byVivek Prakash LyricistRavi Sharma Actor Category MovieMoonlight Whispers (2015)
Lyrics of Dil Mera Karta Hai - दिल मेरा करता है तुझको कभी मैं सजाऊं
dil mera karta hai tujhko kabhi main sajaaun
dil mera karta hai tujhko kabhi main sajaaun
bindiya kabhi tera kaajal kabhi ho jaaun
dil mera karta hai tujhko kabhi main sajaaun
bindiya kabhi tera kaajal kabhi ho jaaun

kabhi chudi ki khanak main teri ban jaaun
to kabhi laali ban tere hontho ka ho jaaun
kabhi chudi ki khanak main teri ban jaaun
to kabhi laali ban tere hontho ka ho jaaun
kabhi paayal ban ke main chham chham rijhaaun
kabhi ban ke sindur maang me kho jaaun
dil mera karta hai tujh ko sajaaun

kabhi mehndi ban ke main tujh se lipat jaaun
kabhi haar ban tere seene pe so jaaun
kabhi mehndi ban ke main tujh se lipat jaaun
kabhi haar ban tere seene pe so jaaun
kaano ki baali ban tere jhem gaaun
kabhi nathni ban teri saanso ka ho jaaun
dil mera karta hai tujh ko sajaaun

dil mera karta hai tujh ko sajaaun
bindiya kabhi tera kaajal kabhi ho jaaun
lyrics of song Dil Mera Karta Hai
Moonlight Whispers (2015) - Movie Details
SingerUdit Narayan, Rekha Bhardwaj, Vivek Prakash, Mahalakshmi Iyer, Javed AliLyricistRavi SharmaMusic ByVivek Prakash
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement