Video of this song from youtube
Dil Ne Badi Shiddat Se Chheda Hai Tarana - दिल ने बड़ी शिददत से छेड़ा है तराना
Lyrics of Dil Ne Badi Shiddat Se Chheda Hai Tarana - दिल ने बड़ी शिददत से छेड़ा है तराना
kaga subatan khai jo aur chun chun khayo mans
ye do naina mat khaijo mohe piya milan ki aash
mohe piya milan ki aash

dil ne badi shidadt se chheda hai tarana
dil ne badi shidadt se chheda hai tarana
piya tum jaldi se aana piya tum jaldi se aana

pehchan kho gayi diwani ho gahi hu
teri yaad ki purani nishani ho gayi hu
main aapni zindgi se baigani ho gayi hu
dil jalata hai koyal ka gungunna
piya tum jaldi se aana piya tum jaldi se aana

aankho mein aarju hai hotho pe mera dam hai
teri did ki tamnna in sanso ka bhram hai
kya khub bebasi hai ye kya hansi sitam hai
tanhaai ka aalam hai mausam hai ashikana
piya tum jaldi se aana piya tum jaldi se aana

tera naam padhte padhte aadat si ho gayi hai
is darja bekarari raato ki badh gayi hai
ek dhun mein bandh gayi hu ek dhun si chad gayi hai

muskil se ho raha hai sanso ka aana jana
piya tum jaldi se aana piya tum jaldi se aana
piya tum jaldi se aana piya tum jaldi se aana
lyrics of song Dil Ne Badi Shiddat Se Chheda Hai Tarana
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films