Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.73 - 11 votes
Dard Bhare Geet
Video of this song from youtube
Lyrics of Dil Ne Jise Apna Kaha Wo Apna Na Raha - दिल ने जिसे अपना कहा वो अपना ना रहा
dil ne jise apna kaha, wo apna na raha
dil ne jise apna kaha, wo apna na raha
kare wafa ki ummid kaise
kare wafa ki ummid kaise, jhutha hai sara jaha
dil ne jise apna kaha, wo apna na raha

kaisa sitam ye tune kiya hai
dawa ke badle jahar de diya hai
kaisa sitam ye tune kiya hai
dawa ke badle jahar de diya hai
kaisa sitam tune kiya
dawa ke badle jahar de diya
kya mila tujhe dil tod kar
kya mila tujhe dil tod kar aisa ashik milega kaha
dil ne jise apna kaha, wo apna na raha

khela hai tune khilona samjh kar
toda hai dil tune shisha samjh kar
khela hai tune khilona samjh kar
toda hai dil tune shisha samjh kar
khela hai tune khilona samjh kar
toda hai dil tune shisha samjh kar
ham usi ke ho gaye kyu
ham usi ke ho gaye kyu, jisne apna kabhi na kaha
dil ne jise apna kaha, wo apna na raha

kaisi ye hay bebasi hai, mujhse khafa kyu jindagi hai
kaisi ye hay bebasi hai, mujhse khafa kyu jindagi hai
kaisi ye hay bebasi hai, mujhse khafa kyu jindagi hai
mere rab kya meri khata hai
mere rab kya meri khata hai lut gaya kyu mera jaha
dil ne jise apna kaha, wo apna na raha
dil ne jise apna kaha, wo apna na raha
kare wafa ki ummid kaise
kare wafa ki ummid kaise, jhutha hai sara jaha
dil ne jise apna kaha, wo apna na raha
lyrics of song Dil Ne Jise Apna Kaha Wo Apna Na Raha
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Musaa (2010)
Jackie Shroff, Sameer Aftab, Sushant Singh, Yashpal Sharma, Akhilendra Mishra, Daya Shanker Pandey, Firoze Irani, Avtar Gill, Monica, Lijna Jariya, Nitin Kothari, Aarti PuriSunidhi Chauhan, Kunal Ganjawala, Shreya Ghoshal, Zubeen Garg, Kailash Kher, IlyasSahani Aslam, Babul, Ibrahim Ashq, R K LaxmanSantosh Sharma, IlyasMahendra Bhai KatariyaMusaa at IMDB      Musaa at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type