Video of this song from youtube
Advertisement
Dil Se Hai Pyara Jiska Ishaara - दिल से हैं प्यारा जिसका इशारा
SingerLata Mangeshkar
Music byMadan Mohan
LyricistRajinder Krishan
Actor
CategoryMasti Bhare Geet
MovieMohar (1959)
Lyrics of Dil Se Hai Pyara Jiska Ishaara - दिल से हैं प्यारा जिसका इशारा
dil se hai pyara jiska ishara dil hai usi ka diwana

chand sitare jis par vare pyar hai uska najrana

dekh ke jiska jalva chadhta suraj pani bharta hai
ha suraj pani bharta hai aasman bhi uske aage
jhuk kar sajde karta hai ha jhuk kar sajde karta hai
mast hawaye jab laharaye gaye usi ka afsana

vo jo baho me aan mile to shokh bahare sharmaye
ha shokh bahare sharmaye bhule se jo hans de to
phulo ko pasine aa jaye phulo ko pasine aa jaye
hosh uda ja samne aa ja aap se kyu hai begana

Comments on song "Dil Se Hai Pyara Jiska Ishaara"
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement

Can anyone upload this beautiful song in the original form...I mean without use of the echo and digital cleaning??