Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Dil Se Puchh Kidhar Jana Hai

Video of this song from youtube
Average Rating : 4.50
Total Vote(s) : 4
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Dil Se Puchh Kidhar Jana Hai - दिल से पूछ किधर जाना है
ek taraf hai unchi masjid ek taraf butkhana hai yara we yara we
ek taraf hai unchi masjid ek taraf butkhana hai
ek taraf hai unchi masjid ek taraf butkhana hai
ek hi manjil ke sab raste ek hi manjil ke sab raste
har rasta anjana hai dil se puch kidhar jana hai
ho o o dil se puchh kidhar jana hai
yara we yara we ha dil se puchh kidhar jana hai

meera chishti nanak girdhar meera chishti nanak girdhar
meera chishti nanak girdhar ishk hi aashik ishk hi dilbar
ishk hi aashik ishk hi dilbar meera chishti nanak girdhar
meera chishti nanak girdhar simte toh yeh dil ki surat
simte toh yeh dil ki surat faile toh yeh dharti amber
ishk hi aashik ishk hi dilbar ho o o kya khona kya pana
kya khona kya pana hai ek saar afsana hai
kya khona kya pana hai ek saar afsana hai
kya khona kya pana hai ek saar afsana hai
dil se puch kidhar jana hai
yara we ho o o dil se puchh kidhar jana hai yara we
yara we ho o o dil se puchh kidhar jana hai yara we

tu hi raahi tu hi manjil tu hi khud rasta hai
dhundne nikla dhundne nikla hain tu jisko
tere andar basata hai woh tere andar basata hai
ek hi toh maikhana hai juda juda paimana hai
ek hi toh maikhana hai juda juda paimana hai
dil se puchh kidhar jana hai
yara we ho o o dil se puchh kidhar jana hai
yara we o yara we yara we

kaisi mukti kaisa bandhan
kaisi mukti kaisa bandhan kaisa bandhan
tu hi jungle tu hi gulshan tu hi jungle tu hi gulshan
gulshan kaisi mukti kaisa bandhan
tere alawa nahi hai koi tere alawa nahi hai koi
tu hi mukhda tu hi darpan tu hi mukhda tu hi darpan
kaisi mukti kaisa bandhan kaisi mukti kaisa bandhan
tanha sabko jana hai tanha sabka aana hai
tanha sabko jana hai tanha sabka aana hai
tanha sabko jana hai tanha sabka aana hai

dil se puch kidhar jana hai ho dil se puch kidhar jana hai
yara we yara we yara we yara we
ek taraf hai unchi masjid ek taraf butkhana hai yara we
ek taraf hai unchi masjid ek taraf butkhana hai
ek taraf hai unchi masjid ek taraf butkhana hai
ek hi manjil ke sab raste har rasta anjana hai
dil se puchh kidhar jana hai yaara we
dil se puchh kidhar jana hai yaara we
dil se puchh kidhar jana hai
dil se puchh kidhar jana hai
lyrics of song Dil Se Puchh Kidhar Jana Hai
Comments on song "Dil Se Puchh Kidhar Jana Hai"
Movehid Abbasi on Saturday, December 03, 2011
hey shurti4424 plz upload diz movie ..
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Dil Se Poochh Kidhar Jaana Hai (2006)
Aditya Srivastav, Vani Tripathi, Ashok Shinde, Vineet Kumar, Abhijit Lahiri, Rohitash Gaud, Mukesh Tyagi, Neeraj Sood, Vijay Morya, Banwarilal Jhol, Maithily Jaokar, Suhita Thatte, Ravi Khanwilkar, Lushin DubeyAadesh Shrivastav, Abhijeet, Kailash Kher, Shreya Ghoshal, Sneha PantNida FazliAadesh ShrivastavShrirangSuresh Picha JainDil Se Poochh Kidhar Jaana Hai at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type