Video of this song from youtube
Dil Tera Dhadakne Laga
Lyrics of Dil Tera Dhadakne Laga
dil tera dhadkane laga dil mera dhadkane laga
dil tera dhadkane laga dil mera dhadkane laga
raftar dhadkano ki kuch hai juda juda
raftar dhadkano ki kuch hai juda juda
andaz dhadkane ka lakin hai eksa
dil tera dhadkane laga dil mera dhadkane laga
are re re dil tera dhadkane laga dil mera dhadkane laga

mahka hua rup tera mast hai teri jawani
dil tera bus me nahi mat karr kuch nadani
hotho pe nam ager haa tere dil me hai
kaise pas aau me dil badi muskil me hai
dil tera dhadkane laga dil mera dhadkane laga
are re re dil tera dhadkane laga dil mera dhadkane laga

khusboo tere tan ki udi mahki meri tanhai
chui mui hu chu na mujhe o bhavre harjai
apno se kyu bhala ye najar sarmai
dushman hai ye jaha payar ki na ho ruswai
haye dil tera dhadkane laga dil mera dhadkane laga
ha dil tera dhadkane laga dil mera dhadkane laga
raftar dhadkano ki kuch hai juda juda
raftar dhadkano ki kuch hai juda juda
andaz dhadkane ka lakin hai eksa
dil tera dhadkane laga dil mera dhadkane laga
dil tera dhadkane laga dil mera dhadkane laga
raftar dhadkano ki kuch hai juda juda
raftar dhadkano ki kuch hai juda juda
andaz dhadkane ka lakin hai eksa
dil tera dhadkane laga dil mera dhadkane laga
dil tera dhadkane laga dil mera dhadkane laga
are re re dil tera dhadkane laga dil mera dhadkane laga






lyrics of song Dil Tera Dhadakne Laga
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films