aisi uljhi nazar unse hatti nahi
daat se reshmi dor katti nahi
umr kabki baras ke sufed ho gayi
kaari badari jawani ki chhatti nahi
wallah ye dhadkan badhne lagi hai
chehre ki rangat udne lagi hai
darr lagta hai tanha sone me jee
dil to bachcha hai jee, dil to bachcha hai jee
thoda kachcha hai jee, dil to bachcha hai jee
aisi uljhi nazar unse hatti nahi
daatse reshmi dor katti nahi
umr kabki baras ke sufed ho gayi
kaari badari jawani ki chhatti nahi
kisko pata tha pehlu me rakha
dil aisa baazi bhi hoga
hum to hamesha samajhte the koi
hum jaisa haaji hi hoga
haaye jor kare kitna shor kare
bewjah baato pe eve gaur kare
dil sa koi kamina nahi
koi to roke koi to toke
is umr me ab khaoge dhoke
darr lagta hai ishq karne me jee
dil to bachcha hai jee, dil to bachcha hai jee
thoda kachcha hai jee, dil to bachcha hai jee
aise udasi baithi hai dil pe
hasne se ghabra rahe hai
saari jawani katra ke kaanti
piri me takra gaye hai
dil dhadkata hai to aise lagta hai wo
aa raha hai yahi dekhta hi na ho
prem ki maare katar re
tauba ye lamhe katte nahi kyun
aankho se meri hatte nahi kyun
darr lagta hai unse kehne me ji
dil to bachcha hai jee, dil to bachcha hai jee
thoda kachcha hai jee, dil to bachcha hai jee

There is none as mischievous as this very heart. There is no one as mean as
the heart, Let it be stopped, let it be cropped, Deception would tear me
down, with tears left to be mopped. Love seems formidable; I fear it may do
a giveaway. I’ll be cheated I am afraid to love.. The child in me lives
like a newly-conceived sun-ray. My heart is still a child.. A fresh twig,
an unripe fruit, you may say ====== Dil toh bachcha hai ji Dil toh bachcha
hai ji Thoda kaccha hai ji Haan dil toh baccha hai ji