Video of "Dil Tod Ke Jaane Waale Sun" from YouTube
Dil Tod Ke Jaane Waale Sun Video Thumbnail
Advertisement
Dil Tod Ke Jaane Waale Sun - दिल तोड़ के जाने वाले सुन
Lyrics of Dil Tod Ke Jaane Waale Sun - दिल तोड़ के जाने वाले सुन
dil tod ke jaane waale sun
dil tod ke jaane waale sun
mujhe tujhse mohabbat aaj bhi hai

dil tod ke jaane waale sun
mujhe tujhse mohabbat aaj bhi hai
tujhe meri zaroorat nahi toh kya
tujhe meri zaroorat nahi toh kya
mujhe teri zaroorat aaj bhi hai
dil tod ke, dil tod ke jaane waale sun
mujhe tujhse mohabbat aaj bhi hai

jis din se tu door hua hai
tukdon mein jaan tut gayi
tukdon mein jaan tut gayi
o tu kya rutha saathi mujhse
duniya mujhse ruth gayi
duniya mujhse ruth gayi
aa dekh le meri aankho se
aa dekh le meri aankho se
neendo ko shikayat aaj bhi hai
dil tod ke, dil tod ke jaane waale sun
mujhe tujhse mohabbat aaj bhi hai

yaade karwat badal rahi hai
dur talak main tanha hoon
dur talak main tanha hoon
waqt bhi jis se ruth gaya hai
main wo bebas lamha hoon
main wo bebas lamha hoon
haatho ki lakiro se meri
haatho ki lakiro se meri
kismat ko bagaawat aaj bhi hai
dil tod ke, dil tod ke jaane waale sun
mujhe tujhse mohabbat aaj bhi hai
lyrics of song Dil Tod Ke Jaane Waale Sun
Poetic Translation - Lyrics of Dil Tod Ke Jaane Waale Sun - दिल तोड़ के जाने वाले सुन
Hearken, you who shattered the heart,
Hearken, you who shattered the heart,
My love for you still blooms today.

Hearken, you who shattered the heart,
My love for you still blooms today.
Though you have no need of me,
Though you have no need of me,
I need you still, in every way.
Heartbreaker, hear, heartbreaker, hear,
My love for you still blooms today.

Since the day you walked away,
My soul has splintered, piece by piece.
My soul has splintered, piece by piece.
Oh, when you turned your back on me,
The world itself found its release.
The world itself found its release.
Come, look into my weary eyes,
Come, look into my weary eyes,
Where sleep still harbors its complaint today.
Heartbreaker, hear, heartbreaker, hear,
My love for you still blooms today.

Memories stir and shift within,
And I am utterly alone afar.
And I am utterly alone afar.
Even time has turned against me now,
A helpless moment, I am.
A helpless moment, I am.
From the lines upon my hand,
From the lines upon my hand,
Fate herself still wages war today.
Heartbreaker, hear, heartbreaker, hear,
My love for you still blooms today.

Ishq Ke Parindey (2015) - Movie Details
Film CastRishi Verma, Priyanka Mehta, Manjul Aazad, Yasir Iftikhar Khan, Monisha Rai, Pran Dawas SingerVijay Verma, Supriya Pathak, Sonu Nigam, KK, Javed Ali, Palak Muchhal, Shadab Faridi, Shakir Khan, Sajjad Ali , Raktima, Altamash Faridi, Mohd. Irfan , Suvani Raj, Keka Ghoshal LyricistShakeel Azmi, Shakir Khan, Manthan, Irshad Khan, Tanveer Ghazi Music ByVijay Verma, Rashid Khan, Sajjad Ali DirectorShakir Khan External LinksIshq Ke Parindey at IMDB      Ishq Ke Parindey at Wikipedia Movie at YTIshq Ke Parindey at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement