Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.67 - 9 votes
Sad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Dil-E-Nadan Tujhe Hua Kya Hai - दिल-ए-नादान तुझे हुआ क्या है
dile nadan tujhe hua kya hai
akhir is dard ki dawa kya hai
dile nadan tujhe hua kya hai

ham hai mushtakh aur vo bejat
ham hai mushtakh aur vo bejat
ya ilahi ye majra kya hai
dile nadan tujhe hua kya hai

mai bhi muh me zaban rakhta hu
mai bhi muh me zaban rakhta hu
kash pucho ke mudda kya hai
dile nadan tujhe hua kya hai

hamko unse wafa ki hai ummid
hamko unse wafa ki hai ummid
jo nahi jante wafa kya hai
dile nadan tujhe hua kya hai

jaan tum par nisar karta hu
jaan tum par nisar karta hu
mai nahi janta dava kya hai
dile nadan tujhe hua kya hai
akhir tere dukh ki dawa kya hai
dile nadan tujhe hua kya hai

jaan tum par nisar karta hu
jaan tum par nisar karta hu
mai nahi janta dava kya hai
dile nadan tujhe hua kya hai
akhir tere dukh ki dawa kya hai
lyrics of song Dil-E-Nadan Tujhe Hua Kya Hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Kashmir Hamara Hai (1950)
Suraiya, Talat MahmoodRamchandra Aansoo, Mirza GhalibChinmay LahiriKashmir Hamara Hai at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type