Video of this song from youtube
Dilo Ke Melo Ka Naam Piknik - दिलों के मेलो का नाम पिकनिक
Lyrics of Dilo Ke Melo Ka Naam Piknik - दिलों के मेलो का नाम पिकनिक
dilo ke melo ka naam piknik
najar ke khelo ka naam piknik
dilo ke melo ka khelo ka naam
pik pik pik piknik
dilo ke melo ka naam piknik
najar ke khelo ka naam piknik
dilo ke melo ka khelo ka naam
pik pik pik piknik

pyar ke ye din nahi
aayenge vapas na phir kabhi
ye maje ye kahe kahe
ye jindagi aur ye khushi
isi liye tum hans ke gujaaro jivan
in albelo ka jhelo ka naam
pik pik pik piknik
dilo ke melo ka naam piknik
najar ke khelo ka naam piknik
dilo ke melo ka khelo ka naam
pik pik pik piknik

jisne apne dil ka souda
jindagi mein kar liya
hum kahenge usne sab kuchh
jindagi mein kar liya
isi liye tum karo mohaabbat
chahe aaye lakh jhamele
inhi jhamelo ka melo ka naam
pik pik pik piknik
dilo ke melo ka naam piknik
najar ke khelo ka naam piknik
dilo ke melo ka khelo ka naam
pik pik pik piknik
dilo ke melo ka naam piknik
najar ke khelo ka naam piknik
dilo ke melo ka khelo ka naam
pik pik pik piknik

lyrics of song Dilo Ke Melo Ka Naam Piknik
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films