Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Deewana Mai Na Tha, Deewana Ban Gaya
3.25 - 24 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Deewana Mai Na Tha, Deewana Ban Gaya - दीवाना मैं न था दीवाना बन गया
deewana mai na tha deewana ban gaya
kab kaise aur kya afsana ban gaya
na tujhe hai khabar na mujhe hai magar
jane kab dil se dil mil gaya
deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya
deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya
deewana tu na tha deewana ban gaya
kab kaise aur kya afsana ban gaya

jadu nigaho ka teri mujhpe asar kar gaya hai
jadu nigaho ka teri mujhpe asar kar gaya hai
dil deewana tumhara wada koi kar gaya hai
maine mana meri jan maine mana
dil jo bola vahi kar diya
deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya
deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya
deewani mai na tha deewana ban gaya

dhadkane sun rahi hai dhadkano ki juban ko
dhadkane sun rahi hai dhadkano ki juban ko
aisa hasin ho najara toh kaise na arman jawan ho
tere bin ek pal nahi jina maine yeh faisla kar liya
deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya
deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya
deewana mai na tha deewana ban gaya
kab kaise aur kya afsana ban gaya
na tujhe hai khabar na mujhe hai magar
jane kab dil se dil mil gaya
deewani mai ho gayi, deewana mai ho gaya
deewana mai ho gaya
lyrics of song Deewana Mai Na Tha, Deewana Ban Gaya
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Indian (2001)
Sunny Deol, Raj Babbar, Shilpa Shetty, Danny Denzongpa, Mukesh Rishi, Om Puri, Pramod Moutho, Rana Jung Bahadur, Viju Khote, Avtar Gill, Deepak Shirke, Dinesh Hingoo, Reema Lagoo, Sanjay Narvekar, Rahul Dev, Rajat Bedi, Shakti Kapoor, Salim Ghouse, Vivek Shauq, Surendra Pal, Anil Nagrath, Rakesh Pandey, Ankush Mohit, Malaika Arora, Suresh BhagwatShaan, Alka Yagnik, Abhijeet, Sadhna Sargam, Anand Raj Anand, Udit Narayan, Sunidhi Chauhan, Richa Sharma, Roop Kumar RathodAnand BakshiAnand Raj AnandN MahajanDharmendraIndian at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type