Video of this song from youtube
Diya Hai Aapne Bada Hasin Sahara - दिया है आपने बड़ा हँसी सहारा
Lyrics of Diya Hai Aapne Bada Hasin Sahara - दिया है आपने बड़ा हँसी सहारा
diye hai aapne bada hasin sahara
diye hai aapne bada hasin sahara
huzur lakh baar sukriya tumhara
diye hai aapne bada hasin sahara
diye hai aapne bada hasin sahara

manjile mil gayi fasle kam huye
hosle bad gaye aap ke ham huye
kiya dil chori hamara
uski adda dekhiye jara dobara
uski adda dekhiye jara dobara
diye hai aapne bada hasin sahara
huzur lakh baar sukriya tumhara
diye hai aapne bada hasin sahara
diye hai aapne bada hasin sahara

samne aapke hamne dil rakh diya
jo bhi ho dijiye is khata ki saja
khushi se ham karenge har sitam ganwara
na dekha jayega ye ruthna tumhara
na dekha jayega ye ruthna tumhara
diye hai aapne bada hasin sahara
huzur lakh baar sukriya tumhara
diye hai aapne bada hasin sahara
lyrics of song Diya Hai Aapne Bada Hasin Sahara
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films