Video of this song from youtube
Do Din Ka Ye Mela - दो दिन का ये मेला
thumb coming soon

3.00 - 1 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Do Din Ka Ye Mela - दो दिन का ये मेला
do din ka ye mela hai
do din ka..
do din ka ye mela hai
khela phir uth jaana hai

do din ka ye mela hai
khela phir uth jaana hai

aana hai jaana hai
jeevan chalte jaana hai
are aana hai jaana hai
jeevan chalte jaana hai

mite na chhapke shehad sa tapke
mite na chhapke shehad sa tapke
mitha bol khajaana hai..

aana hai jana hai
jeevan chalte jaana hai
maati ka bartan hai pyare
maati mein mil jaana hai

aana hai jana hai
jeevan chalte jaana hai
jeevan chalte jaana hai

hawawon mein behti kahaniya hai
ho.. hawawon mein behti kahaniya hai
bholi masoom nadaniyan hai

ho rang saanjh ke pakke rang
pooja aajaan duawon ke sang
ghar ki chhat pe hai rehta aao dana hai

aana hai jana hai
jeevan chalte jaana hai
aana hai jana hai
jeevan chalte jaana hai
jeevan chalte jaana hai
lyrics of song Do Din Ka Ye Mela
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films