Video of this song from youtube
Lyrics of Do Jhoot Diye Ek Sach Ke Liye - दो झूठ दिए एक सच के लिए
do jhut diye ek sach ke liye aur sach ne kya inam diye
badnaam hue nakam hue na karne jaise kam kiye
do jhut diye ek sach ke liye aur sach ne kya inam diye
badnaam hue nakam hue na karne jaise kam kiye
do jhut diye ek sach ke liye

kis ajib mod par aa gayi hai zindagi
kis ajib mod par aa gayi hai zindagi
har taraf udaaasiya bhuji bhuji hai roshni
na dube aur na par hue mozo par roz mukam kiye
badnaam hue nakam hue na karne jaise kam kiye
do jhut diye ek sach ke liye

do dilo me ho gaye do jaha ke fasle
do dilo me ho gaye do jaha ke fasle
manjilo ke pas hi lut gaye hai fasle
jo kam kisi dushman ke hai wo ulfat ne anjam diye
badnaam hue nakam hue na karne jaise kam kiye
do jhut diye ek sach ke liye
lyrics of song Do Jhoot Diye Ek Sach Ke Liye
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Do Jhooth (1975)
Vinod Mehra, Moushmi Chatterjee, Pran, Prem Chopra, Ajit, Aruna Irani, Kamini KaushalKishore Kumar, Usha Mangeshkar, Manna Dey, Mahendra Kapoor, Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh, Mohammed RafiM G Hashmat, Varma Malik, Vithalbhai Patel, Visveshwara SharmaShankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai PankalJitu ThakarSonanlal KanwarDo Jhooth at IMDB      Do Jhooth at WikipediaDo Jhooth at YouTube     |    Do Jhooth at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type