Lyrics of Do Lafzo Ki Hai Mere Sanam Meri Kahani - दो लफ़्ज़ों की है मेरे सनम मेरी कहानी
do lafzo ki hai mere sanam meri kahani
do lafzo ki hai mere sanam meri kahani
ek lafz mohobt hai ek lafz jawani
ek lafz mohobt hai ek lafz jawani
do lafzo ki hai mere sanam meri kahani
do lafzo ki hai mere sanam meri kahani
soye hue arma ko bedaar kiye ja
mai pyar ki duniya hu mujh pyar kiye ja aawaz hai ye
aawaz hai ye dil ki magar meri zabani
do lafzo ki hai mere sanam meri kahani
ek lafz mohobt hai ek lafz jawani
ek lafz mohobt hai ek lafz jawani
do lafzo ki hai mere sanam meri kahani
bedag jawani ki kasam khati hu pyare zinda hai tere dam
se ye andaz humare mar jaungi mar jaungi
jo tune meri baat na mani do lafzo ki hai mere sanam
meri kahani ek lafz mohobt hai ek lafz jawani
ek lafz mohobt hai ek lafz jawani
do lafzo ki hai mere sanam meri kahani
do lafzo ki hai mere sanam meri kahani
Film cast: Jairaj, Chitra, Sherry, Sheikh, Paul Sharma
Singer: Suman Kalyanpur, Manna Dey, Usha Mangeshkar, Asha Bhosle
Lyricist: Zafar Rahi, Shyam Hindi
Music Director: Pardesi
Film Director: Aakkoo