Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
2.90 - 10 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Do Panchhi Udte Jaye Aur Geet Milan Ke Gaye - दो पंछी उड़ते जाये और गीत मिलन के गाये
do panchhi udte jaye aur geet milan ke gaye
hai duniya mela preet ka ye samjhaye
do panchhi udte jaye aur geet milan ke gaye
hai duniya mela preet ka ye samjhaye

hawa ye thandi thandi ye baho ke nazare
akeli mujhe dekh ke chedenge sare
hawa ye thandi thandi ye baho ke nazare
akeli mujhe dekh ke chedenge sare
papiho ki sadaye arman jagati jaye
hai duniya mela preet ka ye samjhaye
do panchhi udte jaye aur geet milan ke gaye
hai duniya mela preet ka ye samjhaye

koyaliya ye bole kisi ki tu bhi hole
mai dil se jo puchhu to haye bairi dole
koyaliya ye bole kisi ki tu bhi hole
mai dil se jo puchhu to haye bairi dole
ye naina bhi sharmaye sharma ke jhukti jaye
hai duniya mela preet ka ye samjhaye
do panchhi udte jaye aur geet milan ke gaye
hai duniya mela preet ka ye samjhaye
lyrics of song Do Panchhi Udte Jaye Aur Geet Milan Ke Gaye
Comments on song "Do Panchhi Udte Jaye Aur Geet Milan Ke Gaye"
Madhu Meeta on Wednesday, April 15, 2015
bahut hee meetha gaana hai, aakhir Lata didi ka gaaya hua hai, badi pyari
composition hai Madan Mohan kee, aur bol bhee pyare hain, pehle kabhi
naheen suna tha yeh gaana.
Jagjit Singh Ishar on Tuesday, December 10, 2013
Beautiful & melodious composition.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Samundar (1957)
Premnath, Beena Roy, Nishi, Rajendra Nath, Anmol Krishan, Ram AvtarLata Mangeshkar, Manna Dey, Mohammed Rafi, Geeta DuttRajendra KrishanMadan MohanPremnathSamundar at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type