Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.22 - 9 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Do Zulmi Naina Maar Gaye - दो ज़ुल्मी नैना मार गए
do zulmi naina maar gaye
do zulmi naina maar gaye
vo jeet gaye ham haar gaye
main kaa karu
kuchh vo darein duniyaa se
kuchh main daru
kuchh vo darein duniyaa se
kuchh main daru
zakhmi dil le kar jaaun kahaa, koi bole
zakhmi dil le kar jaaun kahaa, koi bole
yaa hamein bana le apna yaa mera ho le
yaa hamein bana le apna yaa mera ho le
jug jug vo jiyen jag mein aur main maru
kuchh vo darein duniya se
kuchh main daru
do zulmi naina maar gaye
vo jeet gaye ham haar gaye
main kaa karu

ik rog niraala ham ne paala
kayaa karun bata de koi sunne waala
ik rog niraala ham ne paala
kayaa karun bata de koi sunne waala
ro ro pukaare dil naino ne maara
ro ro pukaare dil naino ne maara
sukh mein kate din mere hai koi pyaara
sukh mein kate din mere hai koi pyaara
ug jug vo jiyen jag mein aur main maru
kuchh vo darein duniya se
kuchh main daru
do zulmi naina maar gaye
vo jeet gaye ham haar gaye
main kaa karu
lyrics of song Do Zulmi Naina Maar Gaye
Comments on song "Do Zulmi Naina Maar Gaye"
TheDeepakp on Sunday, October 11, 2015
FILM: "AAI BAHAR" = 1946.
CAST: ????
Singer: Zeenat Begum, S D Batish
Lyricist: Deena Nath Madhok
Music Director: Pandit Amarnath, Anupam Ghatak
Gm B on Friday, December 09, 2011
Do zalmi nainna mar gaye Sd batish in Aai bahar nice song
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Aai Bahar (1946)
Zeenat Begum, S D BatishDeena Nath MadhokPandit Amarnath, Anupam GhatakAai Bahar at IMDB      Aai Bahar at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type