Video of "Dole Dole Mere Jeevan Ki Naiya" from YouTube
Dole Dole Mere Jeevan Ki Naiya Video Thumbnail
Advertisement
Dole Dole Mere Jeevan Ki Naiya - डोले डोले मेरे जीवन की नैया
Lyrics of Dole Dole Mere Jeevan Ki Naiya - डोले डोले मेरे जीवन की नैया
he murari madhu katabh hare he nath narayan wasudew
shri karishan govind hare murare he nath narayan wasudev
suno karishan chand anand kand jasoda ke nand ki jai
bhakto ke pal gopal lal gokul ke gwal ki jai
radha ke sham anand dham shri radhe sham ki

dole dole naiya dole dole dole
mere jiwan ki naiya o re kanahiya
lahro me khaye hichkole dole dole dole
mere jiwan ki naiya o re kanahiya
lahro me khaye hichkole dole dole dole

dono kinaro se uthta tufan majhdar me meri nanhi si jan
tera sahara hai tera hi dhyan
karuna karo mujhpe karuna nidhan
jisne pukara usko hi tara maine pukara na bole
dole dole mere jiwan ki naiya o re kanahiya
lahro me khaye hichkole dole dole dole

teri daya ka sahara mile tujhsa jo khewan hara mile
lahko bhawar me ghiri naw ho
majhdar me bhi kinara mile
sabko nachaya dukh se chudaya
mere hi bandhan na khole
dole dole mere jiwan ki naiya o re kanahiya
lahro me khaye hichkole dole dole dole
dole dole mere jiwan ki naiya o re kanahiya
lahro me khaye hichkole dole dole dole
re dole re dole re dole dole dole
lyrics of song Dole Dole Mere Jeevan Ki Naiya
Poetic Translation - Lyrics of Dole Dole Mere Jeevan Ki Naiya - डोले डोले मेरे जीवन की नैया
O, Slayer of Madhu and Kaitabha, O Lord, Narayan, Vasudeva,
Sri Krishna Govinda, O Slayer of Mura, O Lord, Narayan, Vasudeva.
Listen, Krishna, moon of bliss, the joy of the mother of Yashoda, victory!
Protector of devotees, the beloved Gopal, of Gokul's cowherds, victory!
Radha's Shyam, the abode of joy, Sri Radhe Shyam!

Sway, sway, the boat sways, sways, sways,
My life's boat, O Kanhaiya,
In the waves, it is tossed and turned, sways, sways, sways,
My life's boat, O Kanhaiya,
In the waves, it is tossed and turned, sways, sways, sways.

From both shores, a storm arises, my little life in the midst,
Your support is all, your remembrance alone,
Have compassion on me, treasure of compassion.
He who calls out, you uplifted, I called, but you do not speak,
Sways, sways, my life's boat, O Kanhaiya,
In the waves, it is tossed and turned, sways, sways, sways.

May I find the support of your grace, may I find the boatman from you,
Even if the boat is surrounded by countless whirlpools,
I find the shore in the midst of the storm,
You make everyone dance, you freed them from sorrow,
But my bonds you do not loosen.
Sways, sways, my life's boat, O Kanhaiya,
In the waves, it is tossed and turned, sways, sways, sways.
Sways, sways, my life's boat, O Kanhaiya,
In the waves, it is tossed and turned, sways, sways, sways,
Re sway, re sway, re sway, sways, sways, sways.

Piya Milan Ki Aas (1961) - Movie Details
Film CastManoj Kumar, Ameeta, Jeevan, S N Tripathi SingerAsha Bhosle, Mahendra Kapoor, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Geeta Dutt, Manna Dey, Mubarak Begum LyricistBharat Vyas Music ByS N Tripathi DirectorS N Tripathi External LinksPiya Milan Ki Aas at IMDB       Movie at YTPiya Milan Ki Aas at YT    Piya Milan Ki Aas at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement