Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Dost Bewafa Hai Sanam Bewafa Hai
3.00 - 2 votes
Jeetendra
Video of this song from youtube
Lyrics of Dost Bewafa Hai Sanam Bewafa Hai - दोस्त बेवफा है सनम बेवफा है
dost bewafa hai sanam bewafa hai
dost bewafa hai sanam bewafa hai
zindagi mere liye to sirf ab saza hai
to gaaye kyu nahi hum nache kyu nahi
tarira ra ra ru tarira ra ra ru
dost bewafa hai sanam bewafa hai
zindagi mere liye to sirf ab saza hai
to gaaye kyu nahi hum nache kyu nahi
tarira ra ra ru tarira ra ra ru

dost ban ke apne khanjar chala diya
kya apse kahe ke kya apne kiya
nazro se kya giraya nazro se kya
giraya zamane ki nazar me
meri wafa ka aapne kaisa sila diya
jo bawafa the kal talak vo aaj bewafa hai
to gaaye kyu nahi hum nache kyu nahi
dost bewafa hai sanam bewafa hai
zindagi mere liye to sirf ab saza
hai to gaaye kyu nahi hum nache kyu nahi
tarira ra ra ru tarira ra ra ru

ye sukhi sukhi ankhe ansu baha rahi hai
mout pyar ki hui hai gam mana rahi hai
dil tutne ki apko sada nahi mili yaha
dard aisa ho raha hai jzan ja rahi hai
jo mere nsam kar di ye kaisi badua hai
to gaaye kyu nahi hum nache kyu nahi
tarira ra ra ru tarira ra ra ru
dost bewafa hai sanam bewafa hai
zindagi mere liye to sirf ab saza
hai to gaaye kyu nahi hum nache kyu nahi
tarira ra ra ru tarira ra ra ru
hai to gaaye kyu nahi hum nache kyu nahi
tarira ra ra ru tarira ra ra ru
lyrics of song Dost Bewafa Hai Sanam Bewafa Hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Khalnayika (1993)
Jeetendra, Jaya Prada, Anu Agarwal, Varsha Usgaonkar, Mehmood, Puneet IssarKavita Krishnamurthy, Sadhna Sargam, Vipin Sachdev, PoornimaSaawan Kumar Tak, Ravinder KapoorMahesh KishoreSawan Kumar TakSawan Kumar Tak
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type