Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Dost Wahi Dost Ke Aaye Jo Kaam
3.00 - 1 votes
Friendship Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Dost Wahi Dost Ke Aaye Jo Kaam - दोस्त वही दोस्त के आये जो काम
dost wahi dost ke aaye jo kam dosti me war de jindagi tamam
jindagi tamam tamam jindagi tamam
thoda sa tum badho thoda sa hum badhe
badhte badhte hi yarana ho jayega thoda sa
tum badho thoda sa hum badhe
badhte badhte hi yarana ho jayega thoda sa
tum badho thoda sa hum badhe
badhte badhte hi yarana ho jayega
thoda sa tum kaho kaho kaho
thoda sa tum kaho thoda sa hum kahe
kahte kahte hi afsana ho jayega
thoda sa tum badho thoda sa hum badhe
badhte badhte hi yarana ho jayega

jo kahte hai hum karke rahenge karke rahenge karke rahenge
jamane se kya maut se bhi ladenge
baat ke pakke hai tere diwane hai
ye shama bujha aise parwane hai
rakha kahne me kya aage tum dekhna
dekhe honge bahut hamsa par ek na
thoda sa hai safar thodi si hai kasar
thoda sa hai safar thodi si hai kasar
jise chahe wo nishana ho jayega
thoda sa tum badho thoda sa hum
badhe badhte badhte hi yarana ho jayega

hath hamse milakar chale aandhiya de
samundar jala hum wo chingariya
waqt deta badal har insan ko nap lete hai hum har tufan ko
jaha me hamara yahi hai nisha hamse hoti hai majbur majburiya
hamse hoti hai majbur majburiya maf karna khata de itna bata
chur ho jaye hamse jo takrayega
thoda sa tum badho thoda sa hum badhe
badhte badhte hi yarana ho jayega

aisa lagta yaha hai jarurat meri khich layi hame yar yari teri
hamne sikha hai har haar ko jitna bad pisne ke hi rang laye hina
oro ko manjil mile na mile hamari to manjil hai kadam ke tale
aahe kadam ke tale ha ha kadam ke
tale de dunia badal aasma tu sambhal
de dunia badal aasma tu sambhal
tut kar har sitara bikhar jayega badhte badhte hi yarana ho jayega
thoda sa tum badho thoda sa hum
badhe badhte badhte hi yarana ho jayega
thoda sa tum kaho kaho kaho thoda sa tum kaho thoda sa hum kahe
kahte kahte hi afsana ho jayega
thoda sa tum badho thoda sa hum badhe
badhte badhte hi yarana ho jayega kahte kahte hi afsana ho jayega
lyrics of song Dost Wahi Dost Ke Aaye Jo Kaam
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Patthar Se Takkar (1980)
Sanjeev Kumar, Neeta Mehta, Jeevan, Pran, Farida Jalal, Satyen Kappu, Javed Khan, Leela Mishra, Amrish PuriLata Mangeshkar, Manna Dey, Manhar UdhasIndeevar, Ram Bhardwaj, Santosh AnandLaxmikant PyarelalGulab MehtaGulab MehtaPatthar Se Takkar at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type