Video of this song from youtube
Dua Hai Yahi Tazdar Madina Ki Dekhe - दुआ है यही शैहर यार-ए-मदीना
Lyrics of Dua Hai Yahi Tazdar Madina Ki Dekhe - दुआ है यही शैहर यार-ए-मदीना
dua hai yahi shaihar yaar-e-madina
dua hai yahi shaihar yaar-e-madina
ke dekhe ye aankhe daya re madina
dua hai yahi shaihar yaar-e-madina

chale hai muhammad ke dar pe sawali
chale hai muhammad ke dar pe sawali
na aaya kabhi koi us dar se khaali
na aaya kabhi koi us dar se khaali
bhare jholiyaan taazdaar-e-madina
bhare jholiyaan taazdaar-e-madina
ke dekhe ye aankhe daya re madina
dua hai yahi shaihar yaar-e-madina

ae jag-e-muhammad mujhe aasra de
ae jag-e-muhammad mujhe aasra de
mere daman-e-shauk ko par laga de
mere daman-e-shauk ko par laga de
uda de bana ke gubbar-e-madina
uda de bana ke gubbar-e-madina
ke dekhe ye aankhe daya re madina
dua hai yahi shaihar yaar-e-madina

kiye the kabhi chaand ke jisne tukde
kiye the kabhi chaand ke jisne tukde
karodo ke jisne kiye dur dukhade
karodo ke jisne kiye dur dukhade
in aankho me hai vo mijaar-e-madina
in aankho me hai vo mijaar-e-madina
ke dekhe ye aankhe daya re madina
dua hai yahi shaihar yaar-e-madina
lyrics of song Dua Hai Yahi Tazdar Madina Ki Dekhe
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films