Video of this song from youtube
Dudh Ban Jaungi Malai Ban Jaungi - दूध बन जाऊँगी मलाई बन जाऊँगी
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Dudh Ban Jaungi Malai Ban Jaungi - दूध बन जाऊँगी मलाई बन जाऊँगी
dudh ban jaungi malai ban jaungi
botlo me dal de sharab ban jaungi
dudh ban jaungi malai ban jaungi
are botlo me dal de sharab ban jaungi
he jam ban jaungi surahi ban jaungi
machi ban jaungi
machi ban jaungi kabab ban jaungi
botlo me dal de sharab ban jaungi
jaam ban jaungi surahi ban jaungi

sari dunia me hai diwane parwane
afsane najrane mere naam ke
sari dunia me hai diwane parwane
afsane najrane mere naam ke
aaye ho yaha to jara baitho mere
yara dildara diljani dil tham ke
sari dunia me hai diwane mere nam ke
arey aaye ho yaha to jara baitho dil tham ke
lyrics of song Dudh Ban Jaungi Malai Ban Jaungi
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films