Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.20 - 5 votes
Raag Based Songs, Raga - Charukeshi
Video of this song from youtube
Lyrics of Dukh Ki Lehar Ne Chheda Hoga - दुख की लहर ने छेड़ा होगा
dukh ki laher ne chheda hoga
yaad ne kankar pheka hoga
dukh ki laher ne chheda hoga
yaad ne kankar pheka hoga
dukh ki laher ne chheda hoga

aaj to mera dil kehta hain
aaj to mera dil kehta hain
tu is waqt, akela hoga
dukh ki laher ne chheda hoga
yaad ne kankar pheka hoga
dukh ki laher ne chheda hoga

mere chume huye haatho se
mere chume huye haatho se
auro ko khat likhta hoga
dukh ki laher ne chheda hoga
yaad ne kankar pheka hoga
dukh ki laher ne chheda hoga

yaadon ki jalti shabnam se
yaadon ki jalti shabnam se
phul sa mukhda dhoya hoga
dukh ki laher ne chheda hoga
yaad ne kankar pheka hoga
dukh ki laher ne chheda hoga

moti jaisi shakl banakar
moti jaisi shakl banakar
aayine ko takta hoga
dukh ki laher ne chheda hoga
yaad ne kankar pheka hoga
dukh ki laher ne chheda hoga

main to aaj bahut roya hu
main to aaj bahut roya hu
tu bhi shayad roya hoga
dukh ki laher ne chheda hoga
yaad ne kankar pheka hoga
dukh ki laher ne chheda hoga

naasir tera meet purana
naasir tera meet purana
tujhko yaad to aata hoga
dukh ki laher ne chheda hoga
yaad ne kankar pheka hoga
dukh ki laher ne chheda hoga
dukh ki laher ne chheda hoga
dukh ki laher ne chheda hoga
dukh ki laher ne chheda hoga
lyrics of song Dukh Ki Lehar Ne Chheda Hoga
Comments on song "Dukh Ki Lehar Ne Chheda Hoga"
Iqbal Siddiqui on Thursday, June 05, 2008
From the burning mist of memories Had washed your flowery face Making face
like a pearl You had stared at the mirror Today I cried a lot Might be you
also wept Nasir your old friend Might be memory of her came to you
(Nostalgia) :'(
Iqbal Siddiqui on Thursday, June 05, 2008
Stirred by the wave of sadness Pebble thrown from the memory Today my heart
says You are alone at this moment Hands which have been kissed by me Had
written letters to others (foes)
S Qasim Hasan Zaidi on Sunday, April 17, 2011
@TheUma2000 Beautiful poetry. MEIN TAU aaj BOHET roya HOON.. TOO BHI shayed
ROUYA ho ga, Aao kuch dair ro hi lein Nasir Phir ye dariya utar na jaye
Kahin
manidar1977 on Wednesday, November 28, 2007
yaar somebody atleast say some words for the poet. nasir kazmi the great.
what a poet. Perhaps the best among post partition urdu ghazal poets.
dramjadparvez on Sunday, April 10, 2011
This is one of the representative Ghazals of Ghulam Ali. I used to render
it in my private Mehfils in the late eighties and early nineties.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
With Love (Ghulam Ali) (1996)
Ghulam AliPanjabi, Nasir Kazmi, Ahmed Faraz
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type