Video of this song from youtube
Dulhan Ban Ke Aayi - दुल्हन बन के आई
screen shot of song - Dulhan Ban Ke Aayi

4.00 - 9 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Dulhan Ban Ke Aayi - दुल्हन बन के आई
dulhan ban ke aayi
dulhan ban ke aayi
umango ki sham
umango ki sham sham
mere meharbano ko mera salam
dulhan ban ke aayi
dulhan ban ke aayi
umango ki sham
umango ki sham sham
mere meharbano ko mera salam

koi leke aaya sitare gagan me
koi leke aaya bahare chaman se
koi leke aaya mohabbat ka jaam
koi leke aaya mohabbat ka jaam jaam
mere meharbano ko mera salam

ho khushi aaj mujhko gale se lagaye
khushi aaj mujhko gale se lagaye
kisi badnazar ki nazar lag na jaye
kisi badnazar ki nazar lag na jaye
meri zindagi me nahi gham ka naam
meri zindagi me nahi gham ka naam naam
mere meharbano ko mera salam
dulhan ban ke aayi
dulhan ban ke aayi
umango ki sham
umango ki sham sham
mere meharbano ko mera salam

ye payal ki rimjhim ye geeto ki barkha
ye man ki tarange ye masti ki dhara
o mere sath jhume zamana sama
mere sath jhume zamana sama
mere meharbano ko mera salam
dulhan ban ke aayi
dulhan ban ke aayi
umango ki sham
umango ki sham sham
mere meharbano ko mera salam
lyrics of song Dulhan Ban Ke Aayi
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films