Video of this song from youtube
Lyrics of Duniya Bhukhi Paise Ki Pyar Ka Bhukha Koi Koi - दुनिया भूखी पैसे की प्यार का भूखा कोई कोई
duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi

aashiq kadam kadam par hai nit nibhata koi koi

kon yaha jo pi sakta hai ek chhlakta zam hu mai
o uski himmat mujhe kharide milti mehnge dam hu mai
uski himmat mujhe kharide milti mehnge dam hu mai
kon yaha jo pi sakta hai ek chhlakta zam hu mai
hotho se to sab pite hai aansu pita hai koi koi
duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi
duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi

paisa ho to paise se kharidar kharida ja sakta
ek husn ki bat hai kya bazar kharida ja sakta

kal jo paisa nahi rahe to nazar milata koi koi
duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi
duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi

chhan chhanan chhan baju mai chandi ki payal hu
mujh par paisa phenkne walo mai to pyar ki payal hu

chahne wale lakho hai hai marne wala koi koi
duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi
duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi
aashiq kadam kadam par hai nit nibhata koi koi
duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi
duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi
duniya bhukhi paise ki pyar ka bhukha koi koi
lyrics of song Duniya Bhukhi Paise Ki Pyar Ka Bhukha Koi Koi
Comments on song "Duniya Bhukhi Paise Ki Pyar Ka Bhukha Koi Koi"
Pradeep Sharma on Thursday, February 17, 2011
Please Upload An Other Nice Duet From The Same Movie "Haath Mein Haath Lo"
.Thnx
MrRagbag on Sunday, January 29, 2012
@MrBabujani1 No, there is no relation. She is married to Mithun Chakravarty
Oghiagbarha. Igere Joseph on Saturday, March 03, 2012
too marvelous ! Thanks for the upload
Parth Saluja on Tuesday, December 30, 2014
how can i watch the full movie
ahmad javed on Sunday, November 27, 2011
Is she related to Ashwariya?
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Saudaa (1974)
Vinod Khanna, Yogita Bali, Ranjit, Madan Puri, Mukri, JankidasLata Mangeshkar, Mukesh, Asha Bhosleinderjeet Singh TulsiLaxmikant PyarelalSudesh IssarSaudaa at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type