Video of this song from youtube
Duniya Me Kitna Gham Hai (Female) - दुनिया में कितना ग़म हैं
Lyrics of Duniya Me Kitna Gham Hai (Female) - दुनिया में कितना ग़म हैं
duniya mein kitna gham hai
mera gham kitna kam hai
duniya mein kitna gham hai
mera gham kitna kam hai
logo ka gham dekha to mein
apna gham bhul gayi
duniya mein kitna gham hai
mera gham kitna kam hai
logo ka gham dekha to mein
apna gham bhul gaya
duniya mein kitna gham hai
mera gham kitna kam hai

koi ek hazaro mein
shayad hi khus hota hai
koi kisi ko rota hai
koi kisi ko rota hai
koi kisi ko rota hai
koi kisi ko rota hai
ghar ghar mein ye maatam hai
mera gham kitna kam hai
duniya mein kitna gham hai
mera gham kitna kam hai

iska hain rang roop yahin
isko jeevan kahete hai
kabhi hasi aa jati hai kabhi
ye aanso kahete hai
kabhi hasi aa jati hai kabhi
ye aanso kahete hai
dukh sukh ka ye sangam hai
mera gham kitna kam hai

duniya mein kitna gham hai
mera gham kitna kam hai
logo ka gham dekha to mein
apna gham bhul gaya
duniya mein kitna gham hai
mera gham kitna kam hai
lyrics of song Duniya Me Kitna Gham Hai (Female)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films