Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.33 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Duniya Me Mohabbat - दुनिया में मोहब्बत वालों की तक़दीर बदलती रहती है -२
duniya me mohabbat walon ki taqdeer badalti rehti hai
duniya me mohabbat walon ki taqdeer badalti rehti hai
sheesha to wohi rehta hai magar tasveer badalti rehti hai
duniya mein mohabbat walon ki

khoye the khushi ke khawaab me hum
jab aankh khuli kuchh bhi na raha
jab aankh khuli kuchh bhi na raha
ulfat ke sunehre khwaabon ki tabeer badalti rehti hai
sheesha to wohi rehta hai magar tasveer badalti rehti hai
duniya mein mohabbat walon ki

duniya hai yeh wo duniya jisme
ek dard mitey ek dard miley ek dard mitey ek dard miley
qaidi to wohi rehta hai magar zanjeer badalti rehti hai
sheesha to wohi rehta hai magar tasveer badalti rehti hai
duniya mein mohabbat walon ki

hum to ye duayen karte the
aabad rahe duniya apni aabad rahe duniya apni
lekin yeh hamein maloom na tha taseer badalti rehti hai
sheesha to wohi rehta hai magar tasveer badalti rehti hai
duniya me mohabbat walon ki taqdeer badalti rehti hai
duniya me mohabbat walon ki
lyrics of song Duniya Me Mohabbat
Comments on song "Duniya Me Mohabbat"
akarshik on Sunday, June 16, 2013
Gem of Asha jee. Excellent lyrics and beautiful upload Ajay.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Pyar Kiya To Darna Kya (1963)
Shammi Kapoor, B Saroja Devi, Pran, Kapoor, Om Parkesh, Prithviraj KapoorAsha Bhosle, Mohammed RafiShakeel BadayuniRaviB S RangaPyar Kiya To Darna Kya at IMDB      Pyar Kiya To Darna Kya at WikipediaPyar Kiya To Darna Kya at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type