Video of this song from youtube
Duniya Ne Kaha Vahshi Tum Ne Kha Saudai - दुनिया ने कहाँ वहशी तुम ने कहाँ सौदाई
Lyrics of Duniya Ne Kaha Vahshi Tum Ne Kha Saudai - दुनिया ने कहाँ वहशी तुम ने कहाँ सौदाई
dunia ne kaha wahshi
dunia ne kaha wahshi tum ne kaha saudai
dunia ne kaha wahshi tum ne kaha saudai
is dil me mohabbat par
is dil me mohabbat par kya kya na sada payi
dunia ne kaha wahshi tum ne kaha saudai
dunia ne kaha wahshi tum ne kaha saudai

wo husn paresa sa wo ishk pasema sa
wo husn paresa sa wo ishk pasema sa
kya kya hame yad aaya
kya kya hame yad aaya jab yad teri aayi
dunia ne kaha wahshi tum ne kaha saudai
dunia ne kaha wahshi tum ne kaha saudai

hai ashk bas itni hai ruh dag mohabbat ki
hai ashk bas itni hai ruh dag mohabbat ki
agaz hai bechaini
agaz hai bechaini anzam hai ruswai
dunia ne kaha wahshi tum ne kaha saudai
is dil me mohabbar par
is dil me mohabbar par kya kya na sada payi
dunia ne kaha wahshi tum ne kaha saudai
dunia ne kaha wahshi tum ne kaha saudai
lyrics of song Duniya Ne Kaha Vahshi Tum Ne Kha Saudai
Comments on song "Duniya Ne Kaha Vahshi Tum Ne Kha Saudai"
TheDeepakp on Tuesday, October 20, 2015
Film cast: Jairaj, Chitra, Maruti, Hiralal, Tun Tun, Radhika
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi, S Balbir
Lyricist: Ram Prakash Ashq, Anand Bakshi, Sahir Ludhianvi
Music Director: Datta Naik
Film Director: R P Ashk
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films