Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Duniya O Duniya
4.33 - 6 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Duniya O Duniya - दुनिया ओ दुनिया
o o o ri duniya
o o o ri duniya
hey o ri duniya
hey surmayi aankhon ke pyalon ki duniya o duniya
surmayi aankhon ke pyalon ki duniya o duniya
satrangi rango gulaalo ki duniya o duniya
satrangi rango gulaalo ki duniya o duniya
alsayi sejo ki phulon ki duniya o duniya re
angdayi tode kabutar ki duniya o duniya re
he karwat le soyi haqiqat ki duniya o duniya
diani hoti tabiyat ki duniya o duniya
khwaaish mein lipati jarurat ki duniya o duniya re
hey insan ki sapno ki niyat ki duniya o duniya
o ri duniya aa aa o ri duniya
o ri duniya aa aa o ri duniya
ye duniya agar mil bhi jaye to kya hai
ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai
ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai
mamta ki bikhri kahani ki duniya o duniya
behano ki sisaki jawani ki duniya o duniya
aadam ki hawwas rishto ki duniya o duniya re
hey ey shayar ke fike labjon ki duniya o duniya

o o o o o
ghalib ke momin ke khaabo ki duniya
majajo ke unn inkalaab ki duniya
ghalib ke mokin ke khaabo ki duniya
majajo ke unn inkalabo ki duniya
faiz firaako saahir o makhdum
bhir kijauk ki daago ki duniya
ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai
ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai
ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai
palchhin mein baaten chali jaati hai hai
palchhin mein raaten chali jaati hai hai
reh jata hai jo sawera wo dhundhe
jalte maka mein basera wo dhundhe
jaisi bachi hai waisi ki
waisi bachalo ye duniya
apana samajhake apano ke
jaisi uthaalo ye duniya
chhut put si baaton mein
jalne lagegi sambhalo ye duniya
kat putke ke rakhon mein
palne lagegi sambhaalo ye duniya
o ri duniya aa aa aa o ri duniya

wo kahe hai duniya ye itni nahi hai
sitaro se aage jaha aur bhi hai
hum hi nahi hai waha aur bhi hai
hamari har ek baat hoti rahi hai
hame aitraj nahi hai kahi bhi
magar falsafa ye bighad jaata hai jo wo kehte hai
aalim ye kehta waha ishwar hai
fajil ye kehta waha allah hai
katil ye kehata wahaan isha hai
manjil ye kehti tab insan se ki
tumhaari hai tum hi sanbhaalo ye duniya
ujale huye chand baasi chirago
tumhare ye kale iraado ki duniya
ey o ri duniya o ri duniya o ri duniya
lyrics of song Duniya O Duniya
Comments on song "Duniya O Duniya"
naji150 on Thursday, October 08, 2009
a o re duniya..surmai aankon ke piyalon ki duniya ooh duniya.satrangi rangon gulallaon ki duniya ohh duniya .halsai sejon ke phoooolon ki duniya ohh duniya re...angrai tore kabootar ki duniya ohh duniya re.karwat le soi haqeeqat ki duniya ohh duniya.deeewani hoti tabeeaat ki duniya ohhh duniya ..hawahish main lipti zaroorat ki duniya ohh duniya re .insan ke sapnon ki niyat ki duniya ohh duniya re...ore duniya..o re duniya ...YEH DUNIYA AGAR MIL BHI JAYE TO KYA HAI..
naji150 on Sunday, October 11, 2009
world of very beautiful eyes .world of very beautiful colors...world of very beautiful flowers..world of the bird which is just awaking in the early morning..world of fact whcih nobody is watcing or try to undrstand that ...ohhh world.world of crazyness of someone.. world of need of someone or wish of someone...the world of the dreams of human..ohhh world ohhh world ...WHAT IF WE GET THIS WORLD..
xitijakush on Sunday, November 29, 2009
palchin main baatein chali jaati hain hain ...palchin main raatein chalijaati hain hain .. reh jaata hai jo sawara wo doonde ... jalte mahaan mein basera wo dhoonde.. jaisi bach hai waisi ki waisi bachalo ya duniya.. apna samajh ke apno ke jaisi utha lo ye duniya.. chhut put si baaton main jalne lagegi sambhalo ya duniya.. kat kut ke raaton main palne lagegi sambhalo ya duniya..ori duniya... ori duniya
naji150 on Thursday, October 08, 2009
.mamta ki bhikri kahani ki duniay oh duniya re .behnon ki siski jawani ki duniya ohh duniya .adam ke hawa se rishtey ki duniya ohh duniya...shayar ke peekhay lafzon ki dunia ohhh duniya re ... ghalib ke momin ke khawabon ki duniya .majazon ke unn inqalabon ki duniya .faiz firaqo sahil ohh mahdoom meer ki zooq kitaboon ki duniya .YEH DUNIYA AGAR MIL BHI JAYE TO KIYA HE,,,
xitijakush on Sunday, November 29, 2009
wo aalim hain faazil hain honge sahi hi...magar falsafa ya bigar jaata hai jo wo kehate hain.aalim ya kehta wahaan ishwar hai...fazil ye kehta wahaan allha hai.padir ya kehta wahan isa hai.manzil ye kehti sab insaan se ki tumhari hain tum hi sambhalo ya duniya...ye bujhte hue chand baasi charagon tumhare ye kaale iradon ki duniya.. e ori duniya.. ori duniya...ori duniya.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Gulaal (2009)
Kay Kay Menon, Raj Singh Chaudhary, Abhimanyu Shekhar Singh, Mahie Gill, Deepak Dobriyal, Jessy Randhawa, Aditya Srivastav, Pankaj Jha, Mukesh Bhatt, Piyush Mishra, Ayesha Mohan, Seema Rehmani, Jyoti Dogra, Sanjay Kumar, Neel Guha, Chittaranjan GiriAushim, Piyush Mishra, Rahul Ram, Rekha Bhardwaj, Shilpa Rao, Swanand KirkirePiyush MishraPiyush MishraAnurag KashyapGulaal at IMDB      Gulaal at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type