Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.33 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Duniya Tasveer Hai Rote Huye - दुनिया तस्वीर हैं रोते हुए
teri duniya me har neki ka badla
kyu burai hai
are o aasma wale
ye kya duniya banai hai

duniya tasveer hai rote huye insano ki
ek basti hai ye ujde huye armano ki
duniya tasveer hai
duniya tasveer hai rote huye insano ki

tere bando ko yaha thokre khate dekha
tere bando ko yaha thokre khate dekha
raah me teri inhe jaan se jate dekha
saans har din to yaha udti hai parwano ki
duniya tasveer hai
duniya tasveer hai rote huye insano ki
ek basti hai ye ujde huye armano ki
duniya tasveer hai

aa jami par teri duniya main dikhau tujhko
aa jami par teri duniya main dikhau tujhko
teri tasveer dikhakar main rulau tujhko
dekh insano pe badad ye insano ki
duniya tasveer hai
duniya tasveer hai rote huye insano ki
ek basti hai ye ujde huye armano ki
duniya tasveer hai
duniya tasveer hai rote huye insano ki
lyrics of song Duniya Tasveer Hai Rote Huye
Comments on song "Duniya Tasveer Hai Rote Huye"
akarshik on Friday, February 15, 2013
What a beautiful singing,lyrics,composition and upload Ajay.
Jag Singh on Friday, February 15, 2013
Nicely sung by talat. Old is gold
A Singh on Thursday, February 14, 2013
Beautiful melody by talat sahib
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Aulad (1955)
Balraj Sahni, Usha Kiran, Nirupa Roy, Alhad Radha Krishnan, HaroonAsha Bhosle, Shamshad Begum, Mubarak BegumVishwamitra Adil, Prem Dhawan, Raja Mehdi Ali KhanSardar MalikMohan SehgalAulad at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type