Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.67 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Duniya Teri Tu Duniya - दुनिया तेरी तू दुनिया
duniya teri tu duniay ka
duniya teri tu duniya ka
yun daali me paat
tera mera janam janam ka sath
ho tera mera janam janam ka sath
jai jai narayan narayan narayan
jai jai narayan narayan narayan
jai narayan narayan narayan
jai narayan narayan narayan

panchbhumi ki bani ye kaya
jisme naache teri maya, teri maya
kya kya tune khel dikhaya
kya kya tune khel dikhaya
shaam hui prbhaat
tera mera janam janam ka sath
ho tera mera janam janam ka sath
jai jai narayan narayan narayan
jai jai narayan narayan narayan
jai narayan narayan narayan
jai narayan narayan narayan

tere charan ko gyani chume
aur bhakto ki bhakti chume
jag ki mamta me tu ramta
jag ki mamta me tu ramta
kahi maat kahi taat
ho tera mera janam janam ka sath
ho tera mera janam janam ka sath
jai jai narayan narayan narayan
jai jai narayan narayan narayan
jai narayan narayan narayan
jai narayan narayan narayan

apni daya ka haath tu dhar de
tu dukhiyo ki jholi bhar de, jholi bhar de
samay ek sa nahi rahega
samay ek sa nahi rahega
rah jayegi baat
ho tera mera janam janam ka sath
ho tera mera janam janam ka sath
lyrics of song Duniya Teri Tu Duniya
Comments on song "Duniya Teri Tu Duniya"
rumahale on Friday, June 27, 2014
Wonderful. Listening for the first time, and, am impressed so much. Thank
you.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Bhakta Dhruva (1957)
Sulochana, Shahu Modak, Jeevan, Bimla, Sunder, Gulab, Shammi, Ramesh Kapoor, Amar, Kesho, Anant Kumar, Badri Prasad, Ramesh Sinha, Kanchanmala, Mala Sinha, Trilok Kapoor, Vinod KumarAsha Bhosle, Shamshad Begum, Geeta Dutt, Manna DeyPandit MadhurBasant Prakash, Avinash VyasV M GunjalP N AroraBhakta Dhruva at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type