Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.50 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Duniyawale Sach Kehte Hai - दुनियावाले सच कहते है
aaja aaja aaja aaja
ae mere dil ke karaar
ae mere dil ke karaar
leke aankho mein khumar aaja aaja
ae mere dil ke karaar
leke aankho mein khumar aaja aaja

lori main sunau tujhe mithe mithe pyar ki
lori main sunau tujhe mithe mithe pyar ki
raho mein bichhau main kaliya bahaar ki
raho mein bichhau main kaliya bahaar ki
jhum uthe tera mera payaar
jhum uthe tera mera payaar
aaja aaja aaja aaja aaja

ae mere dil ke karar leke aankho mein khumar
aaya hai bulawa tera khwabo ke jahan se
aaya hai bulawa tera khwabo ke jahan se
rah rah ke ishare kare tare saman se
rah rah ke ishare kare tare saman se
chaand ko hai tera intjaar
chaand ko hai tera intjaar
aaja aaja aaja aaja aaja
aaja aaja aaja aaja aaja aaja
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Jahazi Lutera (1957)
Jairaj, Shashikala, Anwar, Habib, MarutiManna Dey, Asha Bhosle, Shamshad Begum, C.H. Atma, Sudha MalhotraSaba Afghani, Sartaj RahmaniBulo C RaniAakkooJahazi Lutera at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type