Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.50 - 8 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Dur Se Aane Wale Bata Kis - दूर से आने वाले बता किस
o dur se aane wale bata kis hal me hai yarane watan
o dur se aane wale bata kis hal me hai yarane watan
o dur se aane wale bata kis hal me hai yarane watan

kya har sham diye jalte hai ab bhi halke halke
kya har sham diye jalte hai ab bhi halke halke
baithe hai chopal me ab bhi yaar log milke
kya pyar bhari un galiyo me ab tak hai wahi chahat ka chalan
kis hal me hai yarane watan o dur se aane wale bata
kis hal me hai yarane watan

kya gori ke git wahi hai padte hai jab jhule
kya gori ke git wahi hai padte hai jab jhule
o sawan bita phir bhi na aaye balam aise bhule
kya ma ki lori se ab bhi aabad hai sapno ka aagan
kis hal me hai yarane watan o dur se aane wale bata
kis hal me hai yarane watan

kaise git kaha ke balam log to jina bhule
kaise git kaha ke balam log to jina bhule
bago me har taraf pade hai aashiyo ke jhule
rone ki sadaye aati hai viran hai sapno ka aagan
kis hal me hai yarane watan o dur se aane wale bata
kis hal me hai yarane watan o dur se aane wale bata
kis hal me hai yarane watan kis hal me hai yarane watan
kis hal me hai yarane watan
lyrics of song Dur Se Aane Wale Bata Kis
Comments on song "Dur Se Aane Wale Bata Kis"
TheDeepakp on Sunday, October 11, 2015
Film cast: Navin Nischol, Rekha, Kamran, Radhakrishan, Murad, Mubarak
Singer: Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Mahendra Kapoor,
Manhar Udhas
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Film Director: Amar Kumar
Film Producer: Prahlad Kumar, Amar Kumar
Indu Puri on Thursday, August 15, 2013
kya har sham deeye jalte hain ab bhi halke halke baithe hai chopal me ab
bhi yaar log milke kya pyar bhari un galiyo me ab tak hai wahi chahat ka
chalan...aur kya btaun kya ho jata hai mujhe!
Indu Puri on Sunday, February 17, 2013
rone ki sdayeen aati hai viran hai spno ka aangan.kis haal me
yaarane watan...saalon pahle suna tha. aur ek din ise dhoondh hi
liya. bahut bahut marmik hai yh gana!
Gendanlal on Saturday, June 04, 2011
Can any let me know from where the audio of this lovely song be downloaded or even listened?
Bobby Mudgel on Thursday, January 05, 2012
@dawravinod y dont u come back.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Barkha Bahar (1973)
Navin Nischol, Rekha, Kamran, Radhakrishan, Murad, MubarakAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Mahendra Kapoor, Manhar UdhasMajrooh SultanpuriLaxmikant PyarelalAmar KumarPrahlad Kumar, Amar KumarBarkha Bahar at IMDB      Barkha Bahar at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type