Video of this song from youtube
Eh Kash Aisa Hota, Main Paida Na Hota - ए काश ऐसा होता, मैं पैदा ना होता
Lyrics of Eh Kash Aisa Hota, Main Paida Na Hota - ए काश ऐसा होता, मैं पैदा ना होता
rat din pyar bin mera dil na rota
rat din pyar bin mera dil na rota
eh kash aisa hota main paida na hota
eh kash aisa hota main paida na hota
eh kash aisa hota main paida na hota

suna suna khali khali mujhko laga ghar apna
kal rat ko jag utha main dekha maine sapana
aangan me ek pinjara pinjare me ek tota
eh kash aisa hota main paida na hota
eh kash aisa hota main paida na hota

upar se main tuta nahi hu, andar se mai kat gaya hu
un dono me aadha aadha, lagta hai main bat gaya hu
ma bap ka ek mai beta hu iklota
eh kash aisa hota main paida na hota
eh kash aisa hota main paida na hota

hona hi tha mujhko to thi meri ma bhi wo thi
main hansata to wo hansati, mai rota to wo roti
main uski loriya sunke chain se sota
eh kash aisa hota main paida na hota
rat din pyar bin mera dil yu na rota
eh kash aisa hota main paida na hota
eh kash aisa hota main paida na hota
lyrics of song Eh Kash Aisa Hota, Main Paida Na Hota
Comments on song "Eh Kash Aisa Hota, Main Paida Na Hota"
Gurmeet Singh The Unforgettable on Thursday, January 22, 2015
The song makes me cry every time I listen to it..don't know why ? I am
not so much emotional at heart..
zeeshan butt on Sunday, February 15, 2015
Oh god.. this song always touch my heart
OzymandiasKK on Monday, September 17, 2012
its not the full song .
Madina Maudarbocus on Monday, May 11, 2015
I wish :(
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films